Yeĥ ĥogā aīk din bay jān isay kīřawn nay kĥānā ĥay
Tū apnī mawt ko mat bhūl, kar sāmān chalnay kā
Zamīn kīkhāk par sonā ĥay iynṫoon kā sirĥānā ĥay
Na baylī ĥo sakay bĥāī, na bayṫā bāp tay mā-aī
Tū kyūn pĥirtā ĥay sawdā-aī, ‘amal nay kām ānā ĥay
Kaĥān ĥay Zawr-e-Namrūdī, Kaĥān ĥay Takht-e-Fir’awnī
Ga-ay sab cĥor yeĥ fānīagar nādān dānā ĥay
‘Azīzā yād kar jis din kay ‘Izrā-aīl āyain gay
Na jāvay koī tayray sang akaīlā tū nay jānā ĥay
Jahān kay shaghl mayn shaghil Khudā kay żikr say ghāfil
Karay da’wā kay yeĥ dunyā mayrā dā-aim ṫĥikānaĥ ĥay
Ghulām aīk dam na kar ghaflat, ḥayātī par na ho ghurraĥ
Khudā kī yād kar ĥar dam kay jis nay kām ānā ĥay
Owange mutima tobeera mubuyabuya; ojakuvaawo mu katuudnu ka katikitiki, awatali kutunula mu nsoonga zo
Amalimiro ojakugaleka; ogenda mu ntaana wekka
Mugana wange, omubiri ggwo omunafu; guwangaala obulamu obw’okwewunda
Lumu ojakubeera mufu; ng’oliibwa ebiwuka ebitiisa
Okufa kwo! Tokwelabira, wetegekere okugenda kwo
Ojakweebaka ku ttaka n’obukyaafu; etaffaali nga kw’owumuzza omutwe
Teri buyambi kuva wa muganda wo, teri buyambi kuva wa mutabani, ttaata wadde maama